Roman script

ye kaisa bhavar rahbar rahbar tu bhi hai bekhabar

dundho tujhe din dopahar aankho mein ret bhar

waqt ka hi faisla hai sab yaha

khamiyaza bhar rahe hai jeene ka

ye kaisa bhavar rahbar rahbar tu bhi hai bekhabar

dundho tujhe din dopahar aankho mein rett bhar

waqt ka hi faisla hai sab yaha

khamiyaza bhar rahe hai jeene ka

ghaman jungle bhatakta hu bebas main yara

ghaman jangal bhatakta hu bebas main yara

nahi dikhta koi rasta na koi kinara

mera ye shor meri chikhe kyu na de sunayi

lage jhuthi ab ae khuda teri khudayi

ye kaisa bhavar rahbar rahbar tu bhi hai bekhabar

dundho tujhe din dopahar aankho mein rett bhar

waqt ka hi faisla hai sab yaha

khamiyaza bhar rahe hai jeene ka

Explore this song