Roman script

khali botal ki tarah har aadmi hai khali

khali botal ki tarah har aadmi hai khali

khali botal ki tarah har aadmi hai khali

ye bhi kya koi ye bhi kya koi zindagi hai sali

khali botal ki tarah har aadmi hai khali

khali botal ki tarah

socha tha padh likh kar

socha tha padh likh kar socha tha padh likh kar 

admi banunga

socha tha padh likh kar admi banunga

kya khabar thi sadko par awara firunga

kya khabar thi sadko par awara firunga

na to sala ghar hai na to sala ghar hai

na hai gharwali

na to sala ghar hai na hai gharwali

apni bhi kya koi apni bhi kya koi zindagi hai sali

khali botal ki tarah har aadmi hai khali

khali botal ki tarah

ho tu akela nahi sath mai hu tere

tu akela nahi sath mai hu tere

aake lag ja gale se o sathi mere

meri baho me aa aa tujhe pyar du

mai teri jindagi aaja sawar du

tere sapne sajaungi tujhko jina sikhaungi

tujhe apni khushi deke tera har gum uthaungi

tune apni halat ye kya se kya banali

tune apni halat ye kya se kya banali

zindagi sagar hai

zindagi sagar hai har mauj hai ye jine wali

khali botal si nahi zindagi ye khali

khali botal si nahi zindagi ye khali

zindagi sagar hai

zindagi sagar hai har mauj hai ye jine wali

Explore this song