Roman script

khafa na hona agar main puchhu 

kaha se paya ye husn o sabab tumne

khafa na hona agar main puchu 

kaha se paya ye husn o sabab tumne

kaho dekhe hai kabhi bhule se 

apne galo pe khilte gualab tumne

khafa na hona agar main puchu

suna jo apna jikar jara aankhe hai sarmayi hui

suna jo apna jikar jara aankhe hai sarmayi hui

jism simata chala gaya ruh hai sarmayi hui

sadgi me bhi sokhi ka andaz hai 

khafa na hona agar mai puchu

kaha se paya ye husn o sabab 

tumne khafa na hona agar main puchu

chand ko humne chand kaha or kuchh apni bhul nahi

chand ko humne chand kaha or kuchh apni bhul nahi

kaise khulti apni juba hote na tum agar hasi

sari mahfil se pucho ke kya hal hai

khafa na hona agar main puchu

kaha se paya ye husn o sabab tumne

khafa na hona agar main puchu

kaha se paya ye husn o sabab tumne

kaho dekhe hai kabhi bhule se 

apne galo pe khilte gualab tumne

khafa na hona agar mai puchu

Explore this song