Roman script

aaja ke aaja teri 

yaado mein dil rota hai

aaja ke aaja dil

na jage hai na sota hai

yu dil ko aise na tadpana

ke dard hota hai rota hai

rota hai dil ye mera 

ki hoya khafa mahiya

meri aave na sah mahiya 

kehdi gallo ruseya ae 

mainu denda saza mahiya

ki hoya khafa mahiya

meri aave sah mahiya 

kehdi gallo ruseya ae 

mainu denda saza mahiya 

main jitna bhulu utna 

kyu mujhko tu yaad aaye

tere bin jee na sake 

kya bin tere hi mar jaye

rato mein mujhko nind na aaye

yara na aaye na aaye na aaye

nind na aaye

mujhe dil mein basa mahiya 

tera mujhko nasha mahiya 

kehdi gallo ruseya ae 

mainu denda saza mahiya 

teri jab bhi batein ho

ankhe bhar meri aati hai

roti chup hoti hai 

phir tanha hi so jati hai

asmaan ke dekho tute tare

tujhko yaad kare

aaja re aaja re 

suna suna angana re 

ab toh jaise piya mahiya 

de kaise bhula mahiya

Explore this song