Roman script

khabardar maut ka zayeka hota hai mazedar 

hota hai mazedar maut ka zayeka hota hai mazedar

maut bhi yaha milti hai ek bar

tu ji ke dikhade ya marke dikhade

karna hai jo tujhko wo karke dikhade

jina yaha so bar marna ek bar

khabardar khabardar khabardar khabardar

teri ada dunia se juda jitni bhi chahe masti luta

shamil ho teri berat pe teri jawani hai ek maja

tu kya hai ye bata dunia ko ye dikha

tere jaisa na yaha hai koi dusra

dam nikal jayega sabka tu hai jandar

khabardar khabardar khabardar khabardar

ek rat ka hai ye jalwa kya hai bharosha kal ka

ek rat ka hai ye jalwa kya hai bharosha kal ka

ye jindagi hai ek dilruba ye jindagi hai ek bewafa

najro ke teer se tu bach na payega

aayega jal me to fasta jayega

teri himmat ke irade sab hai shandar

khabardar khabardar khabardar khabardar

maut ka zayeka hota hai mazedar

maut bhi yaha milti hai ek bar

tu ji ke dikhade ya marke dikhade

karna hai jo tujhko wo karke dikhade

jina yaha so bar marna ek bar

khabardar khabardar khabardar khabardar

Explore this song