Roman script

mere maula maula mere maula, man matwala kyun hua hua re

man maula maula mere maula, mere maula

kis taraf hai aasman, kis taraf zamin khabar nahi khabar nahi

o o jab se aaya hai sanam, mujhko khud ki bhi khabar nahi khabar nahi

ho o o hosh gul sapno ki mein bandhu pull

aankh kab khuli khabar nahi khabar nahi

ho ho kis taraf hai aasman kis taraf zamin khabar nahi khabar nahi

mere maula maula mere maula, man matwala kyun hua hua re

man maula maula mere maula, mere maula

jaane kab kahan kaise tere ho gaye kaise

hum to sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya

mere khawaab dil saansein, mil ke kho gaye aise

tujko dekh ke aisa to kai baar ho gaya

tu kahe dil yeh tera hi rahe aur kya kahun khabar nahi khabar nahi

kis taraf hai aasman kis taraf zamin khabar nahi khabar nahi

mere maula maula mere maula, man matwala kyun hua hua re

man maula maula mere maula, mere maula

aayega wo is intezar me ud chala dil waha sapne jahan me janu

lagta hai wo mere karib hai aisa kyun hai magar dhunde nazar beqabu

hosh gul sapno ki me bandhu pull, aankh kab khuli khabar nahi khabar nahi ho o 

kis taraf hai aasman, kis taraf zamin khabar nahi khabar nahi

jab se aaya hai sanam mujhko khud ki bhi khabar nahi khabar nahi

hosh gul sapno ki mein bandhu pull, aankh kab khuli khabar nahi khabar nahi ho o

kis taraf hai aasman kis taraf zamin khabar nahi khabar nahi

mere maula maula mere maula, man matwala kyun hua hua re

man maula maula mere maula, mere maula

Explore this song