Roman script

khaane ka peene ka mast mast jeene ka

khaane ka peene ka mast mast jeene ka

khaane ka peene ka mast mast jeene ka

khaane ka peene ka mast mast jeene ka

koi taang adaaye toh toh toh toh toh toh

waich usko dhone kaa

khaane ka peene ka mast mast jeene ka

khaane ka peene ka mast mast jeene ka

koi taang adaaye toh toh toh toh toh toh

waich usko dhone kaa

haath mera chalta hai jutta ye chamakta hai

haath mera chalta hai jutta ye chamakta hai

phir mujhe puchhta hai, kitna re

waich re sada polish do rupiya

cream teen rupiya chhod re tension nai lene ka

khaane ka peene ka mast mast jeene ka

khaane ka peene ka mast mast jeene ka

koi taang adaaye toh toh toh toh toh toh

waich usko dhone kaa

kapda mera jo hilta hai chamakta hai uska gaadi

saab paisa diya toh memsaab bichme boli

are itna kaiko dene ka

nahi dega paisa toh jiyega kaisa

nahi dega paisa toh jiyega kaisa, chhod re

khaane ka peene ka mast mast jeene ka

khaane ka peene ka mast mast jeene ka

koi taang adaaye toh toh toh toh toh toh

waich usko dhone kaa

zindagi ki gaadi ka funda hai nirala

andheri sadko par hai light futela

zindagi ki gaadi ka funda hai nirala

andheri sadko par hai light futela

petrol bina dabba hai gaadi

apne zindagi ka andaaz hai niraala

khaane ka peene ka mast mast jeene ka

khaane ka peene ka mast mast jeene ka

koi taang adaaye toh toh toh toh toh toh

waich usko dhone kaa

Explore this song