Roman script

khali hath sham aayi hai

khali hath sham aayi hai

khali hath jayegi

khali hath sham aayi hai

aaj bhi na aaya koi

aaj bhi na aaya koi

khali laut jayegi

khali hath sham aayi hai   

khali hath jayegi

khali hath sham aayi hai

aaj bhi na aaye aansu

aaj bhi na bheege naina

aaj bhi na aaye aansu

aaj bhi na bheege naina

aaj bhi ye kori raina

aaj bhi ye kori raina

kori laut jayegi

khali hath sham aayi hai   

khali hath jayegi

khali hath sham aayi hai

raat ki siyahi koi

aaye to mitaye na

raat ki siyahi koi

aaye to mitaye na

aaj na mitaai to ye

aaj na mitaya to ye

kal bhi laut aayegi

khali hath sham aayi hai

khali hath jayegi

khali hath sham aayi hai

aaj bhi na aaya koi

aaj bhi na aaya koi

khali laut jayegi

khali hath sham aayi hai   

khali hath jayegi

khali hath sham aayi hai

Explore this song