Roman script

kehti hai yeh thandi hawa

kehti hai yeh thandi hawa

yeh rut yeh sama aise na ganwa

kehti hai yeh thandi hawa

mausam ke labon par ek raag hai

lehron mein sulagti ek aag hai

mausam ke labon par ek raag hai

lehron mein sulagti ek aag hai

aise mein kahan hai tu saaz utha

kehti hai yeh thandi hawa

yeh rut yeh sama aise na ganwa

kehti hai yeh thandi hawa

naiya ki tarah hai yeh zindagi

jaayegi kahaan mat soch kabhi

naiya ki tarah hai yeh zindagi

jaayegi kahaan mat soch kabhi

manzil se tujhe kya yeh gham na laga

kehti hai yeh thandi hawa

yeh rut yeh sama aise na ganwa

kehti hai yeh thandi hawa

Explore this song