Roman script

kehti hai purvayi jagal mein raat aai 

phaila andhere ka jaalban ka jo wasi hai 

uski udasi hai khoya hai suraj ka dhal 

kehti hai purvayi jagal mein raat aai 

phaila andhere ka jaalban ka jo wasi hai 

uski udasi hai khoya hai suraj ka dhal 

kehti hai purvayi jagal mein raat aai

ab julm bhari hai baitha shikari hai 

suchi lagaye machan van ki jo hirni hai 

van mein hi phirni hai kaise bachayegi jaan

kehti hai purvayi jagal mein raat aayi 

phaila andhere ka jaal van ka jo wasi hai 

uski udasi hai khoya hai suraj ka dhal 

kehti hai purvayi jagal mein raat aai

aaya jo padeshi halat hai ab aiesi 

jaise dhase koi naag patto mein phulo mein 

dhali mein pendo mein kaisi lagi hai ye aag 

sun mere bhaiya re jal gayi jhopadiya re 

sun mere bhaiya re jal gayi jhopadiya re 

jalta hai re sara gaon jal gayi phulwari 

jal gayi re har kyari jal gayi bargad ki chhao 

kehti hai purvayi jagal mein raat aai 

phaila andhere ka jaalban ka jo wasi hai 

uski udasi hai khoya hai suraj ka dhal 

kehti hai purvayi jagal mein raat aai 

phaila andhere ka jaalban ka jo wasi hai 

uski udasi hai khoya hai suraj ka dhal 

kehti hai purvayi jagal mein raat aai

Explore this song