Roman script

kehti hai bindiya bol ri nindiya

kehti hai bindiya bol ri nindiya

phulo ki jhadi thi, jara aankh lagi thi

phulo ki jhadi thi, jara aankh lagi thi

dekho dilbar mera kho gaya

haye re ye kya ho gaya

haye re ye kya ho gaya

sapno mein khoyi payal

kuch bhi to na boli payal

sapno mein khoyi payal

kuch bhi to na boli payal

koi geet sunati meri neend udati

koi geet sunati meri neend udati

dekho dilbar mera kho gaya

haye re ye kya ho gaya

haye re ye kya ho gaya

meri chudi nikli sautan

ye raat bhi ho gayi bairan

meri chudi nikli sautan

ye raat bhi ho gayi bairan

chudi bhi na khanki

bijli bhi na chamki

chudi bhi na khanki

bijli bhi na chamki

dekho dilbar mera kho gaya

haye re ye kya ho gaya

haye re ye kya ho gaya

mehka tha baalo mein gajra

behka tha aankhon mein kajra

mehka tha baalo mein gajra

behka tha aankhon mein kajra

roka na kisi ne, toka na kisi ne

roka na kisi ne, toka na kisi ne

dekho dilbar mera kho gaya

haye re ye kya ho gaya

haye re ye kya ho gaya

haye re ye kya ho gaya

haye re ye kya ho gaya

haye re ye kya ho gaya

haye re ye kya ho gaya

Explore this song