Roman script

kahte hai mujhko raja aji kahte hai mujhko raja

mai bajata hu dil ka baja mai bajata hu dil ka baja

mai paida hua jalandhar mai paida hua jalandhar

pata pata puchke karoge kya pata puchke karoge kya

kabhi bahar hu kabhi andar kahte hai mujhko raja

mai bajata hu dil ka baja

dil ka tala ho ya tijori dil ka tala ho ya tijori 

bin chabi ke kholu mai gori tere dil ka tala  bhi mai kholunga

fir na kahna ho gayi dil ki chori karta hu jadu mantar

mai chalu hu ek numbar pata pata puchke  karoge kya

pata puchke karoge kya kabhi bahar hu kabhi andar

kahte hai mujhko raja mai bajata hu dil ka baja

apne pe malik ki kam najar hai apne pe malik ki kam najar hai

subah khaya sham ki fikar hai apne miye rone wala kon hai

na gharwali hai na koi ghar hai fir bhi hu mast kalandar

na hitlar hu ma sikandar pata pata puchke karoge kya

pata puchke karoge kya kabhi bahar hu kabhi andar

kahte hai mujhko raja mai bajata hu dil ka baja

yu gusse se na dekho mar jayenge humyu 

gusse se na dekho mar jayenge hum

haske to dekha dar jayenge hum 

mana hamse choti si ye bhul ho gayi

rukne do ye gadi utar jayenge hum aane do poribandar

ho jaunga chu mantar pata pata puchke karoge kya

pata puchke karoge kya kabhi bahar hu kabhi andar

kahte hai mujhko raja mai bajata hu dil ka baja

Explore this song