Roman script

kehta thha zamaana aa kehta thha zamaana aa aa

magar hamne na maana mushkil hai bahut pyar ki

rasmon ko nibhana aa aa rasmon ko nibhana

ik aag kaa dariya hai aur 

doob ke jaana aur doob ke jaana

ab leke kahan jaun ab leke kahan jaun

jagne ka janaza

jeene ka sahara hai na aa jeene ka sahara hai na

marne ka thhikana aa marne ka thhikana

ik aag ka dariya hai

aur doob ke jaana aur doob ke jaana

itni badi duniya me itni badi duniya me

sahara nahin milta

ae maut koi dhundh le ae maut koi dhundh le

aane ka bahaana aa aane ka bahana

ik aag kaa dariya hai aur 

doob ke jana aur doob ke jana

Explore this song