Roman script

kehta hai kabutar kya koyi toh hai chakkar 

udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai

kehta hai kabutar koyi toh hai chakkar 

kehta hai kabutar koyi toh hai chakkar 

udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai

yeh ishk ki duniya kamal hai mistar 

yeh ishk ki duniya kamal hai mistar 

isme toh koyi pas koyi fail raha hai

kehta hai kabutar koyi toh hai chakkar

udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai

yeh ishk ki duniya kamal hai mister

isme toh koyi pas toh koyi fail raha hai

teri sadi ka yeh palla sarak na jaye kahi

bada divana hai yeh dil dhadak na jaye kahi

meri sadi ka yeh palla sarak na jaye kahi

bada divana hai yeh dil dhadak na jaye kahi

palat ke dekh meri jan hai tera dhyan kidhar

jara bach bachke bachake koyi dhoka hai idhar

ek chehra laga hai har chehre ke upar 

ek chehra laga hai har chehre ke upar 

chhup chhup ke yaha har kisika mel raha hai

kehta hai kabutar koyi toh hai chakkar

udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai

kahi pe nigahe kahi pe nishana

kyu samjhe har aashik duniya ko divana

yeh toh wakt hi batayega kabutari

ke kaun sayana aur kise hoga pachhtana

kisine jit li baji toh koi haar gaya

mili jo aankh toh aankho se koyi maar gaya

maine bhi dekh li baji koyi toh haar gaya

mili jo aankh toh aankho se koyi maar gaya

badi katil hai yeh rate mera jalta hai jiya

kahi khul jaye naa apni baat piya

bedard hai duniya badnami ka hai darr

bedard hai duniya badnami ka hai darr 

ghut ghut ke koyi har kisiko jhel raha hai

kehta hai kabutar koyi toh hai chakkar

kehta hai kabutar koyi toh hai chakkar

udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai

yeh ishk ki duniya kamal hai mister 

yeh ishk ki duniya kamal hai mister 

isme toh koyi pas koyi fail raha hain

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song