Roman script

kahna na manu main

kahna na manu main jawani ka

naam badnaam hain diwani ka ho

kahna na manu main jawani ka

pahle najro ke zamane khat ke

ye bade teer chalaye has ke

teer chalaye has ke

teer chalaye has ke

aur phir baith ke roye nada

kisi ke dame najar me fans ke

dame najar me fans ke

dame najar me fans ke

iska har kaam hain

iska har kaam hain nadani ka

naam badnaam hain diwani ka ho

kahna na manu main jawani ka

kya kahu mujhse kya kahti hain

jo meri lakh sitam sahti hain

lakh sitam sahti hain

lakh sitam sahti hain

kash dubone ko safina dil ka

ek nadi hain ki chadhi rahti hain

nadi chadhi rahti hain

nadi chadhi rahti hain

mauka na du ise

mauka na du ise rawani ka

naam badnaam hain diwani ka ho

kahna na manu main jawani ka

shri farhad ka hain afsana

dono ko isne kiya diwana

isne kiya diwana

isne kiya diwana

ye wo kaafir hain ke jiski khatir

laila majnu ko pada mar jana

haye pada mar jana

haye pada mar jana

sabko pata hain

sabko pata hain is kahani ka

naam badnaam hain diwani ka ho

kahna na manu main jawani ka

Explore this song