Roman script

we channa we, yada teri aawe sene nal lage

jindagi gujar chadni we yada tereya

mai sene nal lag duriya duriya duriya duriya

kehti hai yeh hawa, kehtihai yeh fija

kal koi tha yahi lekin abb woh nahi

woh kahi ab aur hai, dard ka daur hai

kitna gehra hai ghum, kaisa hai yeh sitam

kehti hai yeh hawa, kehti hai yeh fija

kitne hi gum saho utne hi chup raho

kuch na kaho kuch na kaho

kuch na kaho kuch na kaho

aarju so gayi, har khushi kho gayi

sune hai raste, abb mere waste

sirf ek yad hai, ek fariyad hai

sirf tanhaiya, sirf parchhaiya

aansu kee nadi dil me hai beh rahi

kehti hai jindagi tum bhi iss me baho

kuch na kaho kuch na kaho

kuch na kaho kuch na kaho

Explore this song