Roman script

khoi khoi zindagaani khoi saaanson ke rawaani

tanhai ke darmiyan jane kahan khoya insaaan

yeh mein manzil ka khoya mukaaam

hai meri raah ka khoya pyaam

keh rahaa mera dil jo dard mein chup gaye woh

jane kahan dundta mein phir raha yeh khoya jahan

hai kahan

rangisho ki kahani khoye kisso ki zubaani

koi adhuri dastaan jane kahan khoya insaan

yeh meri zindagi ka khoya nishaan

yeh meri bandagi ka khoya armaan

keh rahaa mera dil jo dard mmein chup gaye woh

jane kahan dundta mein phir raha yeh khoya jahan

keh rahaa mera dil jo dard mein chup gaye woh

jane kahan dundta mein phir raha yeh khoya jahan

hai kahan

Explore this song