Roman script

kah do uttar walo se dakshin wale aa gaye 

mahfil rang me aa gai mahfil pe hum cha gaye 

kah do dakshin walo se hum uttar wale aa gaye

jiske paas se gujar gaye uska dil dhadka gaye 

chhodo uttar dakshin ko chhodo purav paschim ko 

charo dishaye chhod ke hum prem disha me aa gaye 

charo dishaye chhod ke hum prem disha me aa gaye 

kah do uttar walo se dakshin wale aa gaye 

kah do dakshin walo se hum uttar wale aa gaye

pyar jise hum karte hai uski pooja karte hai 

yar ki khatir jite hai yar ki khatir marte hai 

kante chunkar le gaye kaliya phul khila gaye 

kante chunkar le gaye kaliya phul khila gaye 

kah do uttar walo se dakshin wale aa gaye 

choudi apni chati hai chouda apna sina hai 

khel ke apni jano pe hamne sikha hai jina 

jo bhi samne me aa gya usse hum takra gaye 

jo bhi samne me aa gya usse hum takra gaye 

kah do dakshin walo se hum uttar wale aa gaye

jivan bhar jo sath rahe tum un mito ko yad karo 

un prito ko yad karo tum un gito ko yad karo 

un gito ko yad karo

pagal premi prit ke git hajaro ga gaye 

pagal premi prit ke git hajaro ga gaye 

kah do uttar walo se kah do dakshin walo se

kah do uttar walo se kah do dakshin walo se

charo dishaye chhod ke hum prem disha me aa gaye 

charo dishaye chhod ke hum prem disha me aa gaye 

charo dishaye chhod ke hum prem disha me aa gaye

Explore this song