Roman script

kah do ek bar sajna itna kyu pyar 

sajna hai mujhme aisa bhi kya re

badal hai tera kajal ambar hai tera aachal 

suraj hai teri bindiya re kah do 

ek bar sajna itna kyu pyar sajna

hai mujhme aisa bhi kya re badal hai tera kajal 

ambar hai tera aachal  suraj hai teri bindiya re

sajna ji aap kyu aise bechain hai 

chain to mera lute tere ye do nain hai

sajna ji aap kyu aise bechain hai 

chain to mera lute tere ye do nain hai

naino me kaise mai kah du hai kya kahdo ek bar sajna

do or do char sajna naino me aisa bhi kya re

kajre ki dhar inme aisi talwar inme chine jo meri nindiya re

sajna ki aap kyu aise behal hai tera 

chehra dekhu to aate so khyal hai

sajna ki aap kyu aise behal hai tera 

chehra dekhu to aate so khyal hai

chehre me kaise mai kahdu hai kya 

kahdo ek bar sajna o bekarar sajna

chehre me aisa bhi kya re dekhu din rat sajni

par hai ye bat sajni lagta hai fir bhi naya re

kah do ek bar sajna itna kyu pyar sajna

hai mujhme aisa bhi kya re badal hai tera kajal 

ambar hai tera aachal suraj hai teri bindiya re

Explore this song