Roman script

khwab bankar hi chale aao ke kuchh raat kate 
kuchh raat kate 
meri rag rag me samaa jaao ke kuchh raat kate 

sare mahol ko khushboo se mahak uthane do 

mahak uthane do 
zulfe sab rang ki lahraao ke kuchh raat kate 
kuchh raat kate 
khwab bankar hi chale aao ke kuchh raat kate 
kuchh raat kate 
chand hain phool hain kaliyon se mahakti hain fija

mahakti hain fija 
pyar ki shama jalao ke kuchh raat kate 
kuchh raat kate
khwab bankar hi chale aao ke kuchh raat kate 
kuchh raat kate 
apni yaado ki sivaao ko bikhar jane do 
apni yaado ki sivaao ko bikhar jane do 
apni yaado ki sivaao ko bikhar jane do 
bikhar jane do 
dil ki dhadkan pe gazal gaao ke kuchh raat kate 
kuchh raat kate 
khwab bankar hi chale aao ke kuchh raat kate 
kuchh raat kate 
meri rag rag me samaa jaao ke kuchh raat kate 
kuchh raat kate

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Raj Kiran, Akshay Anand, Harsha Mehra