Roman script

unki yeh nazar

jo nazar se mili

main pighalata raha

usme hi kahin

main khuda se

haan khuda se kahoon

tu mera tu mera haan

ke akhiyan baras baras jaayein

naina taras taras jaayein

mohe daras dikha jaa re

piya re

ke akhiyan baras baras jaayein

naina taras taras jaayein

mohe daras dikha jaa re

piya re

khone laga main is tarah

aisa asar tera hua

yeh dil pe chale tera hi zor

tu kheenche chalun main teri aur

tera hua main sabko chhod

yeh mera ishq nahi kamzor

unse bepanah jo mohabbat huyi

main pighalata raha

usme hi kahin

main khuda se

haan khuda se kahoon

tu mera tu mera haan

ke akhiyan baras baras jaayein

naina taras taras jaayein

mohe daras dikha jaa re

piya re

ke akhiyan baras baras jaayein

naina taras taras jaayein

mohe daras dikha jaa re

piya re

Explore this song