Roman script

kayi sadiyo se hota chala aaya ye hamara tumhara milan

aaj yahi le le kasam juda hona kabhi bhi hum

kayi sadiyo se hota chala aaya ye hamara tumhara milan

aaj yahi le le kasam juda hona kabhi bhi hum

kayi sadiyo se hota chala aaya mangi thi ek kali

mujhko to chaman mil gaya rahke dharti ko jaise 

gagan mil gaya mangi thi ek kali mujhko to chaman mil gaya

rahke dharti ko jaise gagan mil gaya

tere sang sang chalega mera saya mera wada raha o sanam

aaj yahi le le kasam juda ho na kabhi bhi hum

kayi sadiyo se hota chala aaya

jabse mila pyar tumhara jine ko mil gaya sahara

mile kashti ko tufa me jaise kinara

jabse mila pyar tumhara jine ko mil gaya sahara

mile kashti ko tufa me jaise kinara

hai jabse mujhe apna banaya mahka chandan sa mera jiwan

aaj yahi lele kasam juda hona kabhi bhi hum

kayi sadiyo se hota chala aaya ye hamara tumhara milan

aaj yahi le le kasam juda ho na kabhi bhi hum

kayi sadiyo se hota chala aaya

Explore this song