Roman script

kaun tere man bhaya

ho kaun tere man bhaya

man bhaya

kisne hai tujhko apnaya

tujhko apnaya

kaun tere man bhaya

kisne nindo mein sapno ka

sundar taaj sajaya

kisne nindo mein sapno ka

sundar taaj sajaya

kaun tere man bhaya

ho kaun tere man bhaya

man bhaya

kisne hai tujhko apnaya

tujhko apnaya

kaun tere man bhaya

soi umange jaag uthi hai

leke ek angdaai

kisne man mandir ke andar

aasha jyot jagaai

tumhe man meet banaya

ho tumhe man meet banaya

haan meet banaya

kisne hai tujhko apnaya

tujhko apnaya

kaun tere man bhaya

aankho mein duniya saaje

kyu kaanto ki jalti lay par

chanchal man ki bina baaje

Explore this song