Roman script

kon si hai vo chij jo yaha nahi milti

kon si hai vo chij jo yaha nahi milti 

sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti  

kon si hai vo chij jo yaha nahi milti 

sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti

ma nahi milti

yaad kisi ko ho, to aisi bat sunaye 

jisme kahi na kahi ma ka naam na aaye

duniya me koi aisi dasta nahi milti, ho

sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti

kon si hai vo chij jo yaha nahi milti 

sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti

ha ma nahi milti 

jinki ma hoti hai, khush kismat hote hai

jinki ma nahi hoti, jivan bhar rote hai  

jinki ma hoti hai, khush kismat hote hai

jinki ma nahi hoti, jivan bhar rote hai

jism unhe milte hai lekin jaa nahi milti 

sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti

ha ma nahi milti 

mandir pe bhi aye man kuch rahi nahi rukte 

ishwar ke aage bhi kitne sar nahi jhukte 

ma ko na mane wo zuba nahi milti 

sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti

ha ma nahi milti 

kon si hai vo chij jo yaha nahi milti 

sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti

ha ma nahi milti

Explore this song