Roman script

kaun hu mai kaun hai tu kaun hu mai kaun hai tu 

yaha kisi ko kisi ki khabar nahi

chalo bata de sabhi ko magar nahi

kaun hu mai kaun hai tu 

kaun hu mai kaun hai tu 

yaha kisi ko kisi ki khabar nahi

chalo bata de sabhi ko magar nahi

kaun hu mai kaun hai tu hey kaun hu mai 

humko tumko yaad hoke na ho

apna koi naam to jarur hai

arey humko tumko yaad hoke na ho

apna koi naam to jarur hai

hotho pe wo aaye ke na aaye

aankho me paigam to jarur hai

ruki hui si yuhi ye nazar nahi

chalo bata de sabhi ko magar nahi

kaun hu mai kaun hai tu hey kaun hu mai 

nind se kaho abhi na aao 

sone me zara si abhi der hai

ho nind se kaho abhi na aao 

sone me zara si abhi der hai

arey honi hai jo bat us baat ke 

hone me zara si abhi der hai

ho o abhi to hua nashe ka bhi asar nahi

chalo bata de sabhi ko magar nahi

kaun hu mai kaun hai tu 

hey kaun hu mai kaun hai to

yaha kisi ko kisi ki khabar nahi

chalo bata de sabhi ko magar nahi

kaun hu mai kaun hai tu 

kaun hu mai kaun hai tu hey kaun hu mai

Explore this song