Roman script

kaun hai wo jo raato ko khwaabon mein aata rahta hain 

kaun hai wo jo is dil ki dhadkan churata rahta hain 

har taraf jiske jalawon ko dekha karun 

har ghadi jiske bare mein karu

kaun hai wo kaun hai 

kaun hai wo jo raato ko khwaabon mein aata rahta hain 

kaun hai wo jo is dil ki dhadkan churata rahta hain 

anjana sa ik chehra hai jo mujhko chhed ke jaye 

uska mera kya rishta ye to samjh mein na aaye 

ye to samjh mein na aaye 

kaun hai wo jo seene mein armaan jagata rahta hai

kaun hai wo jo raato ko khwaabon mein aata rahta hai

chupke chupke chhu leta hai mujhko samne aa ke 

chhup jata phir jane kaha wo dil mein aag laga ke 

dil mein aag laga ke 

kaun hai wo jo sanso mein halchal machata rahta hain 

kaun hai wo jo raato ko khwaabon mein aata rahta hain 

har taraf jiske jalwon ko dekha karu

har ghadi jiske bare mein karu

kaun hai wo kaun hai 

kaun hai wo jo raato ko khwaabon mein aata rahta hain 

kaun hai wo jo is dil ki dhadkan churata rahta hain

Explore this song