Roman script

kaun aaya yeh mehfil mein, lehraata balkhaata

aag lagaata har dil mein

kaun aaya yeh mehfil mein

chhupi hai nigaaho mein bahaaron ki kahaani

chhalake adaao se sitaaron ki jawaani

kho na jaaye dil iss jhilmil mein

kaun aaya yeh mehfil mein, lehraata balkhaata

aag lagaata har dil mein, kaun aaya yeh mehfil mein

jalwe hi jalwe najaare hi najaare

jalwe hi jalwe najaare hi najaare

masti hi masti ishaare hi ishaare

dekhe kaise akhiya hai mushkil mein

kaun aaya yeh mehfil mein, lehraata balkhaata

aag lagaata har dil mein, kaun aaya yeh mehfil mein

Explore this song