Roman script

kaun aaya sapno mein kaun aaya re 

kaun aaya sapno mein kaun aaya re 

kaun aaya sapno mein kaun aaya re 

kaun aaya sapno mein kaun aaya re 

mast mast mein karta ye pyar chhaya re 

kaun aaya sapno mein kaun aaya 

kaun aaya kaun aaya 

naino mein chanchal adaye liye 

zulfo mein kali ghataye liye 

naino mein chanchal adaye liye 

zulfo mein kali ghataye liye 

aanchal mein thandi hawaye liye 

kaun aaya sapno mein kaun aaya 

kaun aaya kaun aaya 

man mein trange uthata hua 

soyi umange jagata hua 

man mein trange uthata hua 

soyi umange jagata hua 

bhula hua geet gata hua 

kaun aaya sapno mein kaun aaya 

kaun aaya kaun aaya 

jee bhar hasne do rone do aaj 

phir bichhde moti pirone aaj 

ji bhar hasne do rone do aaj 

phir bichhde moti pirone aaj 

zulfo ki chhanwo mein sone do aaj 

kaun aaya sapno mein kaun aaya 

kaun aaya kaun aaya 

jamana kahi ruth jaaye na phir 

ye sapna kahi tut jaaye na phir 

jamana kahi ruth jaaye na phir 

ye sapna kahi tut jaaye na phir 

ye aanchal kahi chhut jaaye na phir 

kaun aaya sapno mein kaun aaya 

kaun aaya kaun aaya 

palat dunga kismat sitaro ko main 

ubharunga dube sitaro ko main 

palat dunga kismat sitaro ko main 

ubharunga dube sitaro ko main 

mana lunga jake baharo ko main 

kaun aaya sapno mein kaun aaya 

kaun aaya kaun aaya

Explore this song