Roman script

batti batti batti batti, katti katti ho katti katti

maan mere bhai maan jaa aise ruth ke naa jaa dil tod ke

jaan chali jaaye jism se bhai jaa nahi bhai ko chhod  ke

maaf kar do maaf kar do ho gayi hai jo khata

chhodo chhodo jaane do naa roko naa mera rasta

dekho ji dekho muskura ke haatho ko mere thaam lo

jaao ji jaao naa pata ji aise naa meraa naam lo

jaan de dunga kasam se tum gaye jo muh mod ke

batti batti batti batti, katti katti ho katti katti

batti batti batti batti, katti katti ho katti katti

mai tumhara tum ho mere naa hai koi tisra

tum padho aage badho bas hai yahi meri dua

mai hu tumhari zindgaani aake laga lo tum gale

tum pe kabhi naa aanch aaye rakhu tumhe palko tale

ham to is duniya me aaye janmo kaa naata jod ke

batti batti batti batti, batti batti ho batti batti

batti batti batti batti, batti batti ho batti batti

maan mere bhai maan jaa aise ruth ke naa jaa dil tod ke

jaan chali jaaye jism se bhai jaa nahi bhai ko chhod  ke

batti batti batti batti, batti batti ho batti batti

batti batti batti batti, batti batti ho batti batti

batti batti ho batti batti

batti batti ho batti batti

Explore this song