Roman script

hu hu hu
hey hey hey
la la la
hu hu hu
katthai aankho wali ik ladki, ek hi baat par bigadti hai
katthai aankho wali ik ladki, ek hi baat par bigadti hai
tum mujhe kyu nahi mile pahle
roj kah kar mujhse ladti hai 
katthai aankho wali ik ladki, ek hi baat par bigadti hai
tum mujhe kyu nahi mile pahle
roj kah kar mujhse ladti hai 
katthai aankho wali ik ladki
hu hu hu
hey hey hey
la la la
hu hu hu
gusse ki wo tez hai lekin dil ki behad acchi hai
wo kaliyo se bhi naazuk hai aur shahad se mithi hai
chehre par hai narm ujale baalo me kaali raate
chehre par hai narm ujale baalo me kaali raate
hans de wo to moti barse phulo jaisi hai baate
katthai aankho wali ik ladki, ek hi baat par bigadti hai
tum mujhe kyu nahi mile pahle
roj kah kar mujhse ladti hai 
katthai aankho wali ik ladki
hu hu hu
hey hey hey
la la la
hu hu hu
mujhko tumse pyar nahi hai ruth ke mujhse kahti hai
lekin har kagaj par mera naam wo likhti rahti hai
main bhi uska diwana hu kaise usko samjhau 
main bhi uska diwana hu kaise usko samjhau 
mujhse milna chhod de wo to main ek din me mar jaau
katthai aankho wali ik ladki, ek hi baat par bigadti hai
tum mujhe kyu nahi mile pahle
roj kah kar mujhse ladti hai 
katthai aankho wali ik ladki
hu hu hu
hey hey hey
la la la
hu hu hu
hu hu hu
hey hey hey
la la la
hu hu hu
la la lla 
la la lla

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Shahrukh Khan, Juhi Chawla