Roman script

katta nahi hai din katti nahi hai meri raate

kaise main bhulao ab bhuli nahi jati teri baate

aa tanhai me pyaar kare nazre mila kar ikraar kare

bekrari badh rahi hai aa gale lag ja 

kaise mai bhulao ab bhuli nahi jati teri baate

aa tanhai me pyaar kare nazre mila kar ikraar kare

aa tanhai me pyaar kare nazre mila kar ikraar kare

bekrari badh rahi hai aa gale lag ja 

katta nahi hai din katti nahi hai meri raate

kaise main bhulao ab bhuli nahi jati teri baate

kali matwali chayi hai ghataye

khusboo churake lai hai hawaye

kali matwali chai hai ghataye

khusboo churake lai hai hawaye

tan ko jala raha hai bhiga bhiga mausam

dard sa jaga raha pyaasa pyaasa alam

choom le bhige mere lab na mujhe tarsa

ha ha ha ha ho gai hai teri meri zindgani 

hosh mein nahi hai ab meri jawani 

tera ang chomti hai ab meri to nigahe

aa tujhe bula rahi hai meri gori bahe

main chura lu rang tera pass mere aa

katta nahi hai din katti nahi hai meri raate

kaise main bhulao ab bhuli nahi jati teri baate

Explore this song