Roman script

kathin ho gaya ab to jeena

jab se hua mujh ko pyar

kathin ho gaya ab to jeena

jab se hua mujh ko pyar

usne kiya jab ishara

dil ye raha na humara

naajuk hain wo jaise kali

sharma gayi hawa jo chali

kathin ho gaya ab to jeena

jab se hua mujh ko pyar

kathin ho gaya ab to jeena

jab se hua mujh ko pyar

itni haseen uski adda

mujhko nahi tha pata

aankhon se usne baate jo ki

sabko pata chal gaya

hay itni haseen uski adda

mujhko nahi thaa patta

aankhon se usne baate jo ki

sabko patta chal gaya

uski adda ne ye kya kar diya

nigahon se kaisa ye jaadu kiya

deewana mujhe kar diya

kya khana ab kya hai peena

kya khana ab kya hai peena

dil ko nahi ab karaar

kathin ho gaya ab to jeena

jab se hua mujh ko pyar

maine kabhi socha nahi

hoga kya uske bina

dhadkan badhi neende gayi

sukh chain mera chhina

maine kabhi socha nahi

hoga kya uske bina

dhadkan badhi neende gayi

sukh chain mera chhina

suno mujhko raato mein hota hai kya

karta hu baate akela to kya

pagal mujhe kar diya

uske bina bhi kya jeena

uske bina bhi kya jeena

nahi uske bina ab bahaar

kathin ho gaya ab to jeena

jab se hua mujh ko pyar

usne kiya jab ishara

dil ye raha na hamara

naajuk hain woh jaise kali

sharma gayi hawa jo chali

kathin ho gaya ab to jeena

jab se hua mujh ko pyar

kathin ho gaya ab to jeena

jab se hua mujh ko pyar

jab se hua mujh ko pyar

jab se hua mujh ko pyar

jab se hua mujh ko pyar

jab se hua mujh ko pyar

jab se hua mujh ko pyar

Explore this song