Roman script

katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki

janaknandini mithilavasini janaknandini 

janaki or dasrath priyawar ki 

katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki

jore nagar nagar ke bhup bhi veer baldhari

veer baldhari par ram lakhan sa ek na tha baldari

shri ram lakhan sa ek na tha baldari

ho ek jhalak me man se sita

ha ek jhalak me man se sita ho gayi raghuwar ki

katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki

aplak dekhe siya ram ko ektak ram siya ko

aplak dekhe siya ram ko ektak ram siya ko

man bole mohe kar de arpan apne pranpriya ko

dhan se sare narip jab hare sare narip jab hare

tab guruwar ki agya lekar raghuwar dhanush ki or padhare

pal bhar me shiv dhanush diya tod sita se nata liya jod

tut gaya dhanu gunj uthi dhawani

tut gaya dhanu gunj uthi dhawani

ram vijaya sawar ki

katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki

le war mala badi wah devi war liye raghuwar parm snehi

ram siyaram siyaram jai jai ram ram siyaram siyaram jai jai ram

ho nabh se dev suman barsaye ho nabh se dev suman barsaye

parjan purjan sab harsaye ram siyaram siyaram jai jai ram

ram siyaram siyaram jai jai ram

ram ko rup siya ko sarup saprem lage sab log niharan

log niharan

bal jawan or vridh chale siya ram ke paw pakharan paw pakharan

jap jape or dhayn dhare se ho det na darsan jo bhaw taran

soravnath kripa karke nij aye siya ki mang sawaran

soravnath kripa karke nij aye siya ki mang sawaran

adbhut shobha jaye nivarni, adbhut shobha jaye nivarni

milan manohar ki katha suno siya swaymvar ki

suno suno katha siya swaymvar ki

Explore this song