Roman script

kate nahi tu kyu apni munchh

lagti hai jaise chuhe ki puchh

kate nahi tu kyu apni munchh

lagti hai jaise chuhe ki puchh

mere dil me chubhti hai teri munchhe

teri munchhe, teri munchhe

pucho na kaise maine munchh ugai

har din sicha har pal khicha

har din sicha har pal khicha

tab kahi jake hai munchh ye aayi

pucho na kaise maine munchh ugai

oye oye oye o o aa

oye oye oye o o aa

tirchi munchho wale, munchhe tu katwa le

munchho ka fashion purana

kyu inme chehra chupana

munchho ka fashion purana

kyu inme chehra chupana

meri munchho ke siva dunia me

rakha kya hai

dunia me koi bhale, meri munchho se jale

mera jina mera marna, inhi munchho ke tale

dekha hai pahli baar

munchho se munchhad ka pyar

firti hu kainchi liye, fasta nahi hai shikar

katungi jis din inhe, aayega us din karar

mujhe tumse itna hi chahiye

meri munchho ko tum chhod do

meri munchho ko tum chhod do

chalo kaato apni ye chotiya

inhe meri munchho me jod do

inhe meri munchho me jod do

chalo kaato apni ye chotiya

mai na katungi

mai na katungi, in balo ko in kaalo ko

resham ke jalo ko

mai na katunga

mai na katunga, muche kali pyar se paali

sabki dekhi bhaali

mai na katungi

mai na katunga

mai na katungi

mai na katunga

Explore this song