Roman script

kasto maja hai lelaima, ramailo o kali odhali

yeh hawaye gungunaye puchhe tu hai kaha

tu hai phulo me kaliyo me, ya mere khwabo ki galiyo me 

yeh hawaye gungunaye puchhe tu hai kahan

tu hai phulo me kaliyo me, ya mere khwabo ki galiyo me

dharati saji ambar saja jaise koi sapna

isme ho ghar o humsafar tera mera apna

dharati saji ambar saja jaise koi sapna

isme ho ghar o humsafar tera mera apna

suna tere bina khwabo ka yeh makam, a bhi jao ao na

kasto maja hai lelaima, ramailo o kali odhali

yeh hawaye gungunaye puchhe tu hai kaha

tu hai phulo me kaliyo me, ya mere khwabo ki galiyo me

o re piya sun bole jiya dil me yu hi rahna

khushi mere gham sare tumse sanam tu hi dil ka gahna

khwabo ki raho par khushiyo ka karwa

aa bhi jao aao na

kasto majja hai lelaima, ramailo o kali odhali

kasto majja hai lelaima, ramailo o kali odhali

yeh hawaye gungunaye puchhe tu hai kaha

tu hai phulo me kaliyo me, ya mere khwabo ki galiyo me

yeh hawaye gungunaye puchhe tu hai kaha

Explore this song