Roman script

kash mai koi panchi hota ya hota banjara 

basti basti parvat parvat phirta main awara

kash mai koi panchi hota ya hota banjara 

basti basti parvat parvat phirta main awara

kash mai koi panchi hota 

mast hawa ka jhoola jhulu 

ud ke nil gagan ko chu loon 

ho mast hawa ka jhoola jhulu 

ud ke nil gagan ko chu loon 

mai hi ik dharti ka kaidi 

is sach ko mai kaise bhulun

kash mai koi badal hota ya akash ka tara

basti basti parvat parvat phirta main awara

kash mai koi panchi hota ho ho  

barso se bechain bada hu 

raste me mai pathar sa pada hu 

barso se bechain bada hu 

raste me mai pathar sa pada hu 

yaad nahi main jaane kab se

ek jagah par yahi khada hu 

kash mai koi majhi hota ya nadiya ka dhara

basti basti parvat parvat phirta main awara

kash mai koi panchi hota ho ho

Explore this song