Roman script

kash laga, kash laga, kash laga

kash laga, kash laga, kash laga

jindagi ke kash laga

hasraton ki raakh uda

ye jahaan paani hai, bulbula hai paani hai

bulbulon pe rukna kya

paaniyon pe behta ja, behta ja

kash laga, kash laga, kash laga

kash laga, kash laga, kash laga

jalati hai tanhaaiyaan

taapi hai raat raat jaag jaag ke

udati hai chingaariyaan

gucchhe hai laal laal gili aankh ke

khilati hai jaise jalte jugnoo haweliyon mein

aankhein lagi ho jaise upalon ki dheriyon mein

do din ka aag hai yeh saare jahaan ka dhunaan

do din ki jindagi mein, dono jahaa ka dhuaan

ye jahaan paani hai, bulbula hai, paani hai

bulbulon pe rukna kya

paaniyon pe behta ja, behta ja

kash laga, kash laga, kash laga

kash laga, kash laga, kash laga

chhodi huyi bastiyaan

jaata hoon baar baar ghum ghumke

milte nahi wo nishaan

chhode the dehleez chum chumke

chaupaaye chadh jaayenge

jungle ki kyaariya hain

hathgandiyon pe milna do din ki yaariyaa hain

kya jaane kaun jaaye, ?? aaye

hum bhi kataar mein hai, jab bhi sawaari aaye

ye jahaan paani hai, bulbula hai, paani hai

bulbulon pe rukna kya

paaniyon pe behta ja, behta ja

kash laga, kash laga, kash laga

kash laga, kash laga, kash laga

jindagi ke kash laga

jindagi ke kash laga

hasraton ki raakh uda

ye jahaan paani hai, bulbula hai paani hai

bulbulon pe rukna kya

paaniyon pe behta ja, behta ja

kash laga, kash laga, kash laga

kash laga, kash laga, kash laga

Explore this song