Roman script

kasam se kasam se o rabba kasam se 

kasam se kasam se o rabba kasam se 

ab na judaai ab na judaai sahi jaaye hamse 

kasam se kasam se o rabba kasam se 

kasam se kasam se 

ghungharu bajati hai rut ye suhaani 

kaali ghata se barasta hai paani 

ghungharu bajati hai rut ye suhaani 

kaali ghata se barasta hai paani 

ham jal rahe hain birha ke gam se 

ham jal rahe hain birha ke gam se 

kasam se kasam se o rabba kasam se 

kasam se kasam se 

chanda se taare hain door jitne 

ham paas rah ke hain door utne 

chanda se taare hain door jitne 

ham paas rah ke hain door utne 

toot gaya hai dil zulm-o-sitam se 

toot gaya hai dil zulm-o-sitam se 

kasam se kasam se o rabba kasam se 

kasam se kasam se  

mathe ki bindiya chamakti nahi hai 

hathon ki chudi khanakti nahi hai 

mathe ki bindiya chamakti nahi hai 

hathon ki chudi khanakti nahi hai 

mehandi nigodi bhi kya rang laai 

raat milan ki bani re judaai 

ham mil na paaye apne balam se 

ham mil na paaye apne balam se 

kasam se kasam se o rabba kasam se 

kasam se kasam se o rabba kasam se 

ab na judaai ab na judaai sahi jaaye hamse

Explore this song