Roman script

prem na upje khet mein

bhaiya prem bike na haat re

par jab jab ye ho jaye

lag jaati hai baat re baat re

khadi ho jayegi khaat re

madua pee ke prem ka

hum hai tanik bauraye se

re wo mashuka yaar hum hai

beech na koyi aaye re

ho uske naina neat daru 

se ghazab chadh jaye re

ho tab se hamri wo jab se 

jag mein aashiq aaye re

kasam se dharam se

kasam se jiyara chaknachur hai

issaqbazi se

kasam se jiyara chaknachoor hai

ishqbazi se

kasam se jiyara chaknachoor hai

issaqbazi se

ho tum ka jano preet ki chidiya

kaun gagan mein udti hai

preet hamari parchhayi hai

jahan mude hum mudti hai

ho lag jaibe hain tej katari

badi zor se seene mein

dard bada ho tabahi aave hai

bada maza jeene mein

ho uska hamra mel anokha

uska hamra mel anokha

woh lehar hum paani hain

tum ho paani hum kinara

lehar hum tak aani hai

kasam se dharam se

kasam se jiyara chakna choor hai

issaqbaazi se

kasam se jiyara chakna choor hai

ishqbaazi se

kasam se jiyara chakna choor hai

issaqbaazi se

hum us se prem ghazab karte

wo humse prem ghazab karti

wo humre liye zaroori hai

wo humre bina adhoori hai

hum tose usko ladwayenge

itna hum bhadkayenge

tu chamcha ho ja uska chaahe uska

maanegi na baat

ho ek batte do aashiq

tohri kaise hogi chhori re

apne kad se ooncha na tu

sapnon ka charkha kaat

karat hai kyu bate umar se badi

tu desi deewana woh english pari

re sahiba padhaku thi mirza tha tayin

tab bhi to woh english hai desi hoon main

hai jiya le gayi hai re tohri yeh baat

aa karle tu yaari mila humse hath

aa karle tu yaari mila humse hath

dhin tak dhin tak dhin tak dha

Explore this song