Roman script

kasam na lijiye, kasam na dijiye 
jeeyenge ham marenge ham, tumhari chah me
kasam na lijiye, kasam na dijiye 
jeeyenge ham marenge ham, tumhari chah me 
kasam na lijiye, kasam na dijiye 
jeeyenge ham marenge ham, tumhari chah me 
ye raaste ye manjile, badi ajeeb hain 
badi ajeeb hain, wo khush nasib hain 
jise ek saathi mil gaya 
ye raaste ye manjile, badi ajeeb hain 
badi ajeeb hain, khush nasib hain 
jise ek saathi mil gaya 
ye prem kijiye, kasam na lijiye
jeeyenge ham marenge ham, tumhari chah me 
kasam na lijiye, kasam na dijiye 
jeeyenge ham marenge ham, tumhari chah me
mile hain dil khile hain dil, bhari bahar me
bhari bahar me samma haseen tha
haseen aur ho gaya 
mile hain dil khile hain dil, bhari bahar me
bhari bahar me samma haseen tha
haseen aur ho gaya 
yakeen kijiye, kasam na lijiye 
jeeyenge ham marenge ham, tumhari chah me 
kasam na lijiye, kasam na dijiye 
jeeyenge ham marenge ham, tumhari chah me

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Poornima Seth, Subir Sen