Roman script

piya piya o re piya, jiya o re jiya

piya piya o re piya, jiya o re jiya

piya piya o re piya, jiya o re jiya

kasak uthi mere mann me piya, mujhe gale lagale

kasak uthi mere mann me piya, mujhe gale lagale

kasak uthi mere mann me piya, mujhe gale lagale

gale lagalein, jiya dhadkalein

sapno ke apne sajale, sajale

kasak uthi mere mann me piya, mujhe gale lagale

piya piya o re piya, jiya o re jiya

tu meri jindagi jahan tu mera mann waha

duniya se kya wasta, tu hi mera sara jaha

tu ankho me chhupale, dil me basale

ankhon me chhupale, dil me basale

ankhon me chhupale, dil me basale

sine se apane lagale, lagale

kasak uthi mere mann me piya, mujhe gale lagale

piya piya o re piya, jiya o re jiya

bebasi ka guma tere sang manjur hai

apna tujhe mankar dil mera magrur hai

arman sare tujhpe hai ware

arman sare tujhpe hai ware

arman sare tujhpe hai ware

khud ko kiya tere hawale, hawale

kasak uthi mere mann me piya, mujhe gale lagale

kasak uthi mere mann me piya, mujhe gale lagale

gale lagalein, jiya dhadkalein

sapno ke apne sajale, sajale

kasak uthi mere mann me piya, mujhe gale lagale

Explore this song