Roman script

karwa chauth ka vrat maine rakha 

karwa chauth ka vrat maine rakha

laz meri bhagwan nibhayega upwas tab tak na todungi

swami jab tak ghar mere na ayega

karwa chauth ka vrat maine rakha 

karwa chauth ka vrat maine rakha

laz meri bhagwan nibhayega upwas tab tak na todungi

swami jab tak ghar mere na ayega 

karwa chauth ka vrat maine rakha

jab tak gagan me rahe chandrama mere jiwan me mera sajna rahe

jab tak gagan me rahe chandrama mere jiwan me mera sajna rahe

mere pati ki muskano se mahka mera ghar angana rahe

mere pati ki muskano se mahka mera ghar angana rahe

karwa chauth ka vrat maine rakha 

karwa chauth ka vrat maine rakha

aaya na ayega pee ke siwa koi meri jindgani me

aaya na ayega pee ke siwa koi meri jindgani me

chand or suraj ka chehra na dekha

dekha to dekha bas pani me dekha to dekha bas pani me

mera to bhagwan mera pati hai tere hi charno me swarg hai mera

mera to bhagwan mera pati hai tere hi charno me swarg hai mera

jau to jau mai kanthe pe tere sindur ho mang me bas tera

jau to jau mai kanthe pe tere sindur ho mang me bas tera

karwa chauth ka vrat maine rakha 

karwa chauth ka vrat maine rakha

karwa chauth ka vrat maine rakha 

karwa chauth ka vrat maine rakha

Explore this song