Roman script

karu prarthana mangu mannat yahi araj savikar karo

shaktipunj sa dil me jal kar

shaktipunj sa dil me jal kar, man me tum viswas bharo

karu prarthana mangu mannat yahi araj savikar karo

satya path se mat vichalit karna, kasht jo chahe jayada ho

asman se lakshay do uncha, uncha adhik irada do

maan na khone paye malik, par sara abhiman haro

maan na khone paye malik, par sara abhiman haro

karu prarthana mangu mannat yahi araj savikar karo

bahgya se dena ya mat dena, karm se daman dhar dena

bal buthi vidya dena hamko, daya bhi do mat dar dena

kam krodh mad moh chudakar, prem sudha sanchar karo

kam krodh mad moh chudakar, prem sudha sanchar karo

karu prarthana mangu mannat yahi araj savikar karo

karu prarthana mangu mannat yahi araj savikar karo

Explore this song