Roman script

karoon na yaad magar kis

tarah bhulaoon use

karoon na yaad magar kis

tarah bhulaoon use

gazal bahaanaa katun

aur gungunau use

karoon na yaad magar kis

tarah bhulaoon use

karoon na yaad

wo kahaar khaar hai

shaak-e-gulaab ki

maanind

wo kahaar khaar hai

shaak-e-gulaab ki

maanind

main zakhm zakhm hun

fir bhi gale lagau use

karu na yaad magar kis 

tarah bhulau use

karoon na yaad

ye log tazkire karate hai

apne log ke

ye log tazkire karate hai

apne log ke

main kaise baat karun

aur kaha se lau use

karoon na yaad magar kis

tarah bhulaoon use

karoon na yaad

jo humsafar sar-e-mazil

bichad rahahai agar 

jo humsafar sar-e-mazil

bichad rahahai agar 

ajab nahi ke agar yaad bhi na aau use

karoon na yaad magar kis

tarah bhulaoon use

karoon na yaad magar kis

tarah bhulaoon use

gazal bahaanaa katun

aur gungunau use

karoon na yaad magar kis

tarah bhulaoon use

Explore this song