Roman script

karun gouri pujan main to tan man se 
mere bhag suhag ki laj rahe 
sansar saraj sartaj rahe 
karun gouri pujan main to tan man se 
mere bhag suhag ki laj rahe 
sansar saraj sartaj rahe 
meri chunari mein meri chunari mein chanda chamkata rahe
meri chunari mein chanda chamkata rahe
meri bindiya mein suraj damkata rahe
meri bindiya mein suraj damkata rahe
mere sajan ka tribhuvan mein raaj rahe 
karun gouri pujan main to tan man se 
mere bhag suhag ki laj rahe 
sansar saraj sartaj rahe 
mere naihar ki fulvaar fule fale 
mere naihar ki fulvaar fule fale 
sasural mein deep akhand jale 
sasural mein deep akhand jale 
ambe itna vardan mile 
jug jug mare nath ka sath rahe 
karun gouri pujan main to tan man se 
mere bhag suhag ki laj rahe 
sansar saraj sartaj rahe 
karun gouri pujan main to tan man se 
mere bhag suhag ki laj rahe 
sansar saraj sartaj rahe

Song details

Song video

Watch on YouTube