Roman script

karte ho mujhse kitni mohabbat

karte ho mujhse kitni mohabbat

jitni samma se parvana

kyu ji kya hai naam tumhara

keh sakti ho diwana

machal machal dekh dekh jayegi

julfo ki kali ghata

diwane kya chahiye tumko

dil tera jane ada dil tera jane ada

badle me tum mujhko kya doge bolo

jaan apni de dunga najrana

karte ho mujhse kitni mohabbat

jitni samma se parvana

dil ke chaman me itlau kaise

jaise baaje sbah dil ko ye najare de du kaise

phulo ko jaise hawa phulo ko jaise hawa

kaisi hai meri ye makhmur aankhe

jaise chalakta paimana

kyu ji kya hai naam tumhara

keh sakti ho diwana

kya hai diwane teri tamnna

najro ka do aashra

layi mohabbat majhdar me

ban jao tum na khuda

dil ke sakine me baithi hasina

dono ko sahil pe hai jana

karte ho mujhse kitni mohabbat

jitni samma se parvana

kyu ji kya hai naam tumhara

keh sakti ho diwana

Explore this song