Roman script

are karte hain ham pyaar mister india se

hamko milna sau baar mister india se

are karte hain ham pyaar mister india se 

hamko milna sau baar mister india se

hai milna kya jo na dikhayi de, bechara sirf sunayi de 

are kya rakha hai aise mister india me 

are karte hain ham pyaar mister india se

hamko milna sau baar mister india se

are karte hain ham pyaar mister india se

hamko milna sau baar mister india se

jaane kaisa jaadugar hai wo andekha anjana

jaane kaisa jaadugar hai wo andekha anjana

usaki diwaani ban ja kehta hai dil diwaana

usaki diwaani ban ja kehta hai dil diwaana  

kyu uski diwani banti ho, tum khud bhi kisise kam to nahi

wo koi atom bomb to nahi 

are kya rakha hai aise mister india me 

are karte hain ham pyaar mister india se

hamko milna sau baar mister india se

are karte hain ham pyaar mister india se

hamko milna sau baar mister india se

mujhko le aaya hai raahi jaane kaisi raaho me 

mujhko le aaya hai raahi jaane kaisi raaho me 

din me bhi ye sapne dekhu main hu uski baaho me 

din me bhi ye sapne dekhu main hu uski baaho me 

tum to bekaar tarasti ho, us kaam ka main bhi maahir hu 

wo gaayab hai main haazir hu 

are kya rakha hai aise mister india me 

are karte hain ham pyaar mister india se

hamko milna sau baar mister india se

are karte hain ham pyaar mister india se

hamko milna sau baar mister india se

mere sapno ka wo raaja, ding daang ding daang daang 

pagal ab to hosh me aaja, ding daang ding daang daang 

kitana hai wo himmat waala, hoga ek din to munh kaala 

usake jaisa nahi hai dooja, jogan mat kar itani pooja 

wo koi aisa waisa nahi

ik din tumako dikhla doongi, ik din samajha doongi 

ki kya rakha hai mere mister india me 

are milna hai bekaar mister india se 

chhodo milna saakaar mister india se 

are milna hai bekaar mister india se 

chhodo milna saakaar mister india se 

are karte hain ham pyaar mister india se

hamko milna sau baar mister india se

are karte hain ham pyaar mister india se

hamko milna sau baar mister india se

Explore this song