Roman script

karna padta hai, karna padta hai

is duniya me jeena hai to karna padta hai

mere bhai karna padta hai, karna padta hai

mana ke aalu bada accha lagta hai

mana ke aalu bada accha lagta hai

par roz roz khane me wo to kadwa lagta hai

isi tarah rakhna padta hai, rakhna padta hai

biwi ke alawa do teen setting rakhna padta hai

mere bhai karna padta hai, karna padta hai

is duniya me jeena hai to karna padta hai

mana ke kaam ka tension lena padta hai

mana ke kaam ka tension lena padta hai

par tension se bhi to relax hona padta hai

isliye peena padta hai, peena padta hai

sham dhalte hi beer whisky peena padta hai

mere bhai karna padta hai, karna padta hai

is duniya mein jeena hai to karna padta hai

mana apna thobda na bura lagta hai

mana apna thobda na bura lagta hai

par video dekhne wala sala kuch dekhna mangta hai

isliye nachna padta hai, nachana padta hai

latke me ye hot ladkiya dikhana padta hai

mere bhai karna padta hai, karna padta hai

is duniya mein jeena hai to karna padta hai

mere bhai karna padta hai, karna padta hai

is duniya mein jeena hai to karna padta hai

Explore this song