Roman script

karna padega tumhari akal ko salam

karna padega tumhari akal ko salam

apne sath tum to duba dogi mera naam 

karna padega tumhari akal ko salam

waise to mai tumse karta hu pyar 

aata hai dil me khayal kai bar 

waise to mai tumse karta hu pyar 

aata hai dil me khayal kai bar 

kahi na kar do tum meri zindagi haira

kahi na kar do tum meri zindagi haira

karna padega tumhari akal ko salam

tumse kuch kahna bhi hai gunah

ab na dekhna tum kabhi meri rah

tumse kuch kahna bhi hai gunah

ab na dekhna tum kabhi meri rah

hotho pe bhi maine laga di lagaam 

hotho pe bhi maine laga di lagaam 

karna padega tumhari akal ko salam

maine kiya mazak vo bhi adhura

sach usko man ke tu dar gayi

maine kiya mazak vo bhi adhura

sach usko man ke tu dar gayi

aaj se ban gaya mai tumhara gulam kya samjhi 

aaj se ban gaya mai tumhara gulam

karna padega tumhari akal ko salam

apne sath tum to duba dogi mera naam

Explore this song