Roman script

jina yaha marna yaha ye kaisa khel hai 

jaisa kare vaisa bhare ye kaisa mel hai 

ye jindagi teri meri kismat ka khel hai 

har pap aur har punya ka ye kaisa mel hai 

karma kya tera karma 

koi raja hai koi seth hai koi bhukhe pet hai 

koi mahir hai koi kafir hai 

hum sab musafir hai 

ye jindagi teri meri kismat ka khel hai 

har pap aur har punya ka ye kaisa mel hai 

karma kya tera karma 

apne karmo ki ye jindagi kya saja hai 

apne karmo ki ye jindagi kya saja hai 

apne karmo ki ye jindagi kya saja hai 

karma kya tera karma 

karma karma

Explore this song